Search This Blog

Saturday 3 December 2011

RE: [Yaadein_Meri] Hadith - Hazrat usman radi Allahu anhu se farishtey bhi sharmatey hain

 

Astaghfuluula naoozobilla! what a week hadees u hv qouted  degrading rasool paak that he had no shaMe in eposing in front of 2 KHALIFAS .PL SEE WHAT U R WRITING about  the holy prophet .Maloon Salam Rushdee has qouted  these kind of hadees in his book Satanic verses also the author of Rangeela Rasool has also qouted same kind of hadees.pl b careful what u r saying n for whom u r saying................may Allah guide muslims in the right direction Ameen ya rabil alameen......................y qasim austin texas usa


To:
From: s4_1234@yahoo.com
Date: Sat, 3 Dec 2011 02:44:15 -0800
Subject: [Yaadein_Meri] Hadith - Hazrat usman radi Allahu anhu se farishtey bhi sharmatey hain

 



 

 

Urdu Translation:
Ummul momeneen hazrat aayesha Radi allaho anha se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallaho Alaihey wasallam apney ghar mein laitey huye they raney ya pindliyan kholey huye itney mein Abu baker Radi allaho anho ne ejazat maangee aap Sallallaho Alaihey wasallam ne Ejazat dee isi haal mein baatein kartey rahey phir hazrat umar Radi allaho anho ne Ejazat chahi unko bhi Ejazat dee aur isi haal mein baatein kartey rahey phir hazrat usman Radi allaho anho ne Ejazat chahee to Rasoollallah Sallallaho Alaihey wasallam baith gaye aur kapdey barabar kiye phir wo aaye aur baatein ki jab wo chaley gaye to hazrat aayesha Radi allaho anha ne kaha abu bakr aaye aapney kuch khayal na kiya phir umar aaye aapney kuch khyal na kiya phir hazrat usman aaye aap baith gayeaur aapney kapdey durast kiye Aap Sallallaho Alaihey wasallam ne farmaya kya main sharam na karu us shaksh se jis shaksh se farishtey sharam kartey hain. 
Sahih Muslim, Kitab-ul-Fazaiil , 6209 

English Translation:
A'isha Radi allaho anha reported: Allah's Messenger (may peace be upon him) was lying in the bed in my apartment with his thigh or his shank uncovered that Abu Bakr sought permission to get in. It was given to him and he conversed in the same very state (the Prophet's thigh or shank uncovered). Then 'Umar sought permission for getting in and it was given to him and he conversed in that very state. Then 'Uthman sought permission for getting in; Allah's Messenger (may peace be upon him) sat down and he set right his clothes. He ('Uthman) then entered and conversed and as he went out, A'isha Radi allaho anha said: Abu Bakr entered and you did not stir and did not observe much care (in arranging your clothes), then 'Umar entered and you did not stir and did not arrange your clothes, then 'Uthman entered and you got up and set your clothes right, thereupon he said: Should I not show modesty to one whom even the Angels show modesty. 
Sahih Muslim Book 031, Number 5906: 




__._,_.___
Recent Activity:
MARKETPLACE

Stay on top of your group activity without leaving the page you're on - Get the Yahoo! Toolbar now.

.

__,_._,___

No comments:

Post a Comment