ALFAZ KE HAIR PHAIR SAY HAQEEQAT TABDEEL NAHI HOTI
From: Mian Faiz Muhammad <mianfaizmuhammad_chishti@hotmail.com>
To: Yaadein_Meri@yahoogroups.com
Sent: Friday, June 22, 2012 1:09 AM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] Wahabi aor Hadees
Bhae apko samjh nahin aegi isse pehlay bhi kae bar likha ja chuka he Mujtahadeen per taqleed wajib nahin. Mujtahid who hota he jis main iss qadar ilmi liaqat aor qabliat
ho keh Qurani isharat wa ramooze samjh sakay aor qalam ke maqsad ko pehchan sakay isse masael nikal sakay nasikh wa mansokh ka pura ilm rakhta ho ilme surf wa nehve balaghat
waghara main isko puri meharat hasil ho ehkam ki tamam ayat aor ahadees per iski nazer ho iskay ilawa zaki wa khush fahim ho jo is derja per na paonchta ho who ghair
mujtahid ya muqalid he. Isliay ghair mujtahid per taqleed zarori he Mujtahid kaliay Taqleed manah he. Umeed he ab ap samjh gae hongay. Imam Azam Tabae the aorHazrat Anus bin Malik Raziullah
Tala Anho ko daikha tha. Imam Azamkiwiladat san 80 hijri main howi thi aor Hazrat Anus Bin Malik Raziullah Tala Anho Imam ke padaesh kebad 12 sal tak zinda rahay.
Ittabaussawadalazama fainaho manshada finar (Mishkat shareef ki hadees mubarka safa 30 Babul Aitasa ). Iteba karobaray giroh ki kionkeh jo jamat se alagraha who alahaidahe jehnam main dala jaega.
Jiska Imam nahin who jihalat ki maot mara (Mishkat shareef safa 320 kitabul amara Muslim Sharif). Ager ap samjhna chahtay hain to taqleed kion zarori he per mazeed dalael Quran Majeed aor
Ahadees mubarka ki raoshni main diay jasaktay hain.
From: Naveed Ahmed
Sent: Wednesday, June 20, 2012 4:40 PM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] Wahabi aor Hadees
From: Mian Faiz Muhammad <mianfaizmuhammad_chishti@hotmail.com>
To: yaadein_meri@yahoogroups.com; sadqayyarasolallah@yahoogroups.com; jhilmil_taray@yahoogroups.com
Sent: Wednesday, June 20, 2012 3:31 AM
Subject: [Yaadein_Meri] Wahabi aor Hadees
| ||||||
| ||||||
__._,_.___
.
__,_._,___
No comments:
Post a Comment