Search This Blog

Sunday, 13 May 2012

Re: [Yaadein_Meri] Maa Tujhy Salam

 

Assalam Alaikum, 

Mun-gharat qissa jo yaqeenan kissi Hindu ki jori hoi kehani lagti hie, uss ko Allah se mansoob karna aur Allah ki shaan k khilaf batian banana ghoya apna Eiman barbaad karna hie,

Beshak, Deen-e-Islam mein Maa ka Maqaam boht baland aur baaes-e-ezat aur takreem hie aur yeh moqam hamma waqat hei hatta k waldain ki moat k baad bhi aulad k laye baaes-e-ajar aur sawab hie,  naa k saal mein European k taqleed kartey howe Mother Day celebrate kar lya aur "Happy Mother Day" keh liya aur pura saal maa - baap ki khabar naa li. Allah Musimanoun ko haqeeqi Musilman banay maghrab ki taqleed-zaddah na banaye. ""Happy Mother Day" kehna bhi Maa Baap ki shan mein gustakhi mehsoos hoti hie, Dua hei Allah Jin k maa baap zinda hien unnien khidmat ki tofeeq dey aur jin key waldain foat hogay hien unn k waldain ki maghfarat farmaye besharte Musilman. ameen.
 

Thanks & Regards,

M A Khan Raza
Saudi Arabia
 
makhanraza_sardar@ymail.com 


From: rehana mohammadi <rehana_md2004@yahoo.com>
To:
Sent: Sunday, May 13, 2012 12:28 PM
Subject: [Yaadein_Meri] Maa Tujhy Salam

HAPPY MOTHER'S DAY

HAPPY MOTHER'S DAY

Aj Main aap ko ek aur Hikayat sunana chahta hon.. is hikayat main ek nek Buzrug (Old Man) k khowaab dekha tha to unhoon ne kya dekha tha main aap ko batana chahon ga....! Dil se is ko read keren...!

ek (old man) buzrug ne khowaab main dekha k Allah Tala ne sab firshtoon se kaha k aaj ek apni jesi cheez banane wala honn sab Farishty heraan ho gay k ye kya hone wala hay Allah jesi koi cheez wo la shreek hay aesa kya ho jo usi k jesa hoga to farishtoon ne socha k jab Allah jesa kuch banne wala hay to wo apne apne kam main lag gay koi dunyaa k sara samandar ka pani le aaya koi dunyaa k pahar le aay koi dunya k phoool khushoo k sath le aay koi dunya ki sariiiiii hawa le aay aur Allah k pass pesh hoy aur wahan pohoch k dekha k ek choti se khatoon bethi hain wo dekh k soch main par gay k ye kya hay Allah to apne jesi koi cheez banne waly thy ye kya bana diya, , To Allah ne Farmaya ye hay wo chezzz Farishty kehene lagy Yaa Rab ye kon hay hum to samjhe thy k aap apni jesi koi cheez banao gay lekin aap ne to aam is Oraat (Woman) bana di hum to is ko banane k liye pahar lay thy pani lay phool lay aur hawa lay thy to ye wapis le jain...? Allah ne Farmaya k nahi wo sara pani is k kadmoon main daal dooo. Farishty ne aesa hi kiya to wo sara pani us khatooon k main jaazzb hogaya... phr Allah ne hukum diya kye pahar bhi is k kadmoon main dal do.. to pahar bhi Jazab ho gay phr hukum hua k lao ye hawa bhi daal dooo wo bhi ek sans main us khatoon k under chali gai aur phr hukmum hua k phool bhi us ki jhooli main daal dooo aur wo phool bhi us main jazab ho gay...... Farishtoon ne kahan Ya Allah ye kya sari dunya ki nimat is khatoon k pass jazab ho gai ye kya banaya hay aap ne Allah ne farmaya k Yee Maaaa hay.....
jis tarha samnder k ek kinary se us ka dosra kinara nazar nahi aata usi tarha is ka pyaar ki had bhi tum dekh nahi pao gay..... aur agar is bachoon ko bura kahy ga to ye Pahar ki taraha us k samne khari ho jay gi aur bachoon pe aanch bhi nahi aany degi.... jab ye apni olaad ko apni goud main le gi chahay jit ne bhi garmi hoo bachoon ko apni maa ki goud main thandak mily gi aur agr wo apne bachoon ko dant bhi de to us ki daant main phool ki khusboo aay jo baat kery gi us main phoolki khusboo hi khushboo aay gi..... Ye Hay Maa...


to dostoo ye hoti hay maa ji samander jitni gehrai bhi hay paahar jitni mazboot bhi hawa jesi thandi bhi aur kuch us ki baat se phoolon ki khusboo aay.. to apni maa ka khyaal rakhoo usko khush rahkhoo main apni maa ko aaj ye msg dena chahon ga....

Maa main aap se buhat pyaar karta hon main aap ko khush dekhna chahta honn.. apnni sanse bhi aap ko de don tery saey main main peda hua aur tery hi goud main mar jaon....
Happy Mothers Day

aap bhi apni maa kuch kehena chay gay to plz zaoror kehena plz Take Care of ur Mother...

(Maa Tujhy Salam)

Take Care Of Ur MoM PLzz
Rehana Mohammadi.


__._,_.___
Recent Activity:
.

__,_._,___

No comments:

Post a Comment