Aesi danishwari aur Urdu dani ko mera salaam...
Baday hi khoobsurat andaaz may aapne likha hai ke...
(Death Means Inteqal...
Inteqal means ik jagah sy dusri jagah muntaqil hona.....)
To kya agar koi ek jagah se dosri jagha jaey to ham yon kahen ke fulan sahab fulan jaghey ingeqhal kargay???
Main manta hoon ke lafz inteqhal ka matlab transfer hi hota hai,,, par ye transfer duniyan se kooch kar jana hota hai, matlab maot... so ham Inteqhal aur Muntaqhil ko ek nahi kahsaktey...
Inteqhal means Maot
Muntaqhil means Jagah Badalna
Kisi ka kahin transfer hojaey ya koi apna muqham chod kar dosri jagha jaey to kya aap usey Inteqhal kahengey???
Urdu likh bol leney ka matlab ye nahi ke danishwar hogaey... Jo ehteraam ke khabil hain unkey liye achey alfaaz istemaal kiye janey cahiye.
From: Naveed Ahmed <naveedahm44@yahoo.com>
To: "Yaadein_Meri@yahoogroups.com" Yaadein_Meri@yahoogroups.com
Sent: Thursday, 1 March 2012 11:22 AM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] " " DEATH Of Prophet PBUH " "
To: "Yaadein_Meri@yahoogroups.com" Yaadein_Meri@yahoogroups.com
Sent: Thursday, 1 March 2012 11:22 AM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] " " DEATH Of Prophet PBUH " "
I AGREED ADIL
From: aadi khan <keep.connect@gmail.com>
To: Yaadein_Meri@yahoogroups.com
Sent: Wednesday, February 29, 2012 10:06 PM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] " " DEATH Of Prophet PBUH " "
To: Yaadein_Meri@yahoogroups.com
Sent: Wednesday, February 29, 2012 10:06 PM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] " " DEATH Of Prophet PBUH " "
Muhatram Janab Rameez Sahib.... Arbi Parhny jaty thy aap???????
pehly urdu parhlyty tou behtar tha tha.....
pehly urdu parhlyty tou behtar tha tha.....
Death Means Inteqal...
Inteqal means ik jagah sy dusri jagah muntaqil hona.....
Nabi e karim ny parda poshi ikhteyar ki... is ka matlab inteqal hi hai bhai.....
Wo alag matter hai k Nabi e karim sallahu alaihi wasallam apni qabar e mubarak main apny jisim k sath hayat hian................
On Wed, Feb 29, 2012 at 3:37 PM, Kausar M <mkausar17@yahoo.com> wrote:
Dear Moderator,السلام عليكم ورحمة الله وبركاته،I too agree with Rameez bhaiShukran JaziranFrom: Rameez Bakbak <bakbak.rameez@yahoo.com>
To: "Yaadein_Meri@yahoogroups.com" <Yaadein_Meri@yahoogroups.com>
Sent: Wednesday, February 29, 2012 9:21 AM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] " " DEATH Of Prophet PBUH " " Assalamalaekum,Bachpan may arabi padhney jab masjid jaya karta tha to Maulwisahab cheekh cheekh ke padhatey they... kePyare Nabi Aanhazrat Mohammad Mustafa Salellahualaehiwasallam Ne 12 Rabbil-Awwal Ko Is Duniya Se Parda Poshi Ki...Aur aaj????????Behtar hoga agar Maot/Death ke lafz ki jagha 'Is Duniya Se Parda Farmae' istemaal kiya jae to...Khuda Khair Karay - RAMEEZRemember, one day you will appear before Allah and answer for your deeds.From: Rubina Yasmeen <rubina_yas@yahoo.com>
To: Rubina_Yas@yahoo.com
Sent: Tuesday, February 28, 2012 11:01 PM
Subject: [Yaadein_Meri] " " DEATH Of Prophet PBUH " "
Bismillahir Rahmanir RaheemAssalam Alaikum Wa Rahmath Ullahi Wa Barkatahu**********.DEATH Of Prophet PBUH
12th Rabbi-Ul-Awwal 11 hijrah, 23 Nabvi, 8th June, 632 A.D,At The Time Of Chast (after sun rise)
In Madina Munawarah In The House Of Bibi Ayesha R.A.Burried in The House Of BiBi Aysha R.A
Grave Exactly Where Died in The Room********************************Aapki Dua Ki TalibMrs Rubina Yasmeen********************************
__._,_.___
.
__,_._,___
No comments:
Post a Comment