Assalamalaekum,
Na Janey Dhondtey Ho Kya Meri Viraan Ankhaon May
Chupa Rakhey Hain Hamne To Kai Toofan Ankhaon May
Kahan Wo Shokhiyan Pahle Si! Ab Kuch Bhi Nahi Baqhi
Chaley Aaey Ho Tum Kya Khojney Be-Jaan Ankhaon May
Kisi Ka Haath Lekar Haath May Jab Wo Miley Ham Se
To Kaesey Toot Ke Bikhra Tha Mera Maan Ankhaon May
Na Samjho Chup Hain Ham To Us Se Koi Shikwah Nahi
Ham Apney Dard Ki Rakhtey Nahi Pahechan Ankhaon May...
Please reorganise your below ghazal and repost it - nichey ki lines upar aur upar ki lines nichey huwi hain aur aapka maqhta waley sher ka wazan thoda durust kijiye...
Sahi aur achey ki tareef Dost kartey hian, jabke Ghalat aur kharab ki tareef Dushman...
Ghazal May Bandish-e-Alfaaz Hi Nahi Kaafi
Jigar Ka Khoon Bhi Kuch Cahiye Asar Ke Liye.
Khuda Khair Karay - RAMEEZ
Remember, one day you will appear before Allah and answer for your deeds.
From: Rubina Yasmeen <rubina_yas@yahoo.com>
To: Rubina_Yas@yahoo.com
Sent: Saturday, January 7, 2012 3:20 AM
Subject: [Yaadein_Meri] " " Aankhoun Me " "
To: Rubina_Yas@yahoo.com
Sent: Saturday, January 7, 2012 3:20 AM
Subject: [Yaadein_Meri] " " Aankhoun Me " "
|
__._,_.___
MARKETPLACE
.
__,_._,___
No comments:
Post a Comment