walikumassalam,
Bhai wo sawalo ka mujey bhi jawab nahi malum tha mey bhi jaana chata tha issilye mey aap sab logo sey pucha,iska jawab fahad bhai ney diya wo sahi dikh rahahi islilye wo jawab aapko bhej raha hu,ager ussey acha jawab aapko miley to batiyega tkecre,
1- Is ki bunyadi waja ye he k science k mutabiq Fajar or Suraj nikalne k darmyan ka time aisa hota he k insan ka jism us waqt sust tareen halat m hota he. Is waqt main insan k zehn or jism ko phansi ki surat m takleef kam se kam hoti he. Isi liay phansi k liye ye time rakha jata he.
Dosri waja ye bhi hai k :
Phansi ka time is liye fajir k bad or suraj nikalnay say phelay hota hia k jo din muqarar kia jata hai us say ek din na ziyada ho na hi kam kiun k mujrim ko jitni saza dena hai utni hi milni chahiye na hi ziayda na he kam tu soraj nikalnay say phelay or raat khatam honay k bad hi di jati hai.
Dosri waja ye bhi hai k :
Phansi ka time is liye fajir k bad or suraj nikalnay say phelay hota hia k jo din muqarar kia jata hai us say ek din na ziyada ho na hi kam kiun k mujrim ko jitni saza dena hai utni hi milni chahiye na hi ziayda na he kam tu soraj nikalnay say phelay or raat khatam honay k bad hi di jati hai.
2- Maut
Maut hai to nikkah nahi or maut nahi to janazah nahi ..
3- Jis jaga lash milay gi uss jaga k rehnay walon or qareebi alaqa walon k mazhab per hi qiyaas kiya jaye ga...or issi qiyaas k mutabik hi us larki k mazhab per gumman bandha jaye ga....
Jahan kuch bhi source baqi na rahay wahan qiyaas ko dakhil kiya jata hai...
Agar koi mazeed iss ziman main jankari rakhta hai to plz share .......
ALLAHhafiz..
ALLAHhafiz..
From: Khaja Riyazahmed <khaja.riyazahmed@yahoo.in>
To: Yaadein_Meri@yahoogroups.com
Sent: Tuesday, 15 November 2011 2:00 PM
Subject: Re: [Yaadein_Meri] question for us
assalam alaikum, the answer for secound question is KAFAN.plz reply me is it true and i want to know remaining 2 answers plz give me answers --- On Wed, 9/11/11, syed s <syed_s23@yahoo.com> wrote:
|
__._,_.___
MARKETPLACE
.
__,_._,___
No comments:
Post a Comment