1- Is ki bunyadi waja ye he k science k mutabiq Fajar or Suraj nikalne k darmyan ka time aisa hota he k insan ka jism us waqt sust tareen halat m hota he. Is waqt main insan k zehn or jism ko phansi ki surat m takleef kam se kam hoti he. Isi liay phansi k liye ye time rakha jata he.
Dosri waja ye bhi hai k :
Phansi ka time is liye fajir k bad or suraj nikalnay say phelay hota hia k jo din muqarar kia jata hai us say ek din na ziyada ho na hi kam kiun k mujrim ko jitni saza dena hai utni hi milni chahiye na hi ziayda na he kam tu soraj nikalnay say phelay or raat khatam honay k bad hi di jati hai.
To: yaadein_meri@yahoogroups.com
From: syed_s23@yahoo.com
Date: Wed, 9 Nov 2011 04:04:09 -0800
Subject: [Yaadein_Meri] question for us
ALLAHhafiz.

2- Maut
Maut hai to nikkah nahi or maut nahi to janazah nahi ..
3- Jis jaga lash milay gi uss jaga k rehnay walon or qareebi alaqa walon k mazhab per hi qiyaas kiya jaye ga...or issi qiyaas k mutabik hi us larki k mazhab per gumman bandha jaye ga....
Jahan kuch bhi source baqi na rahay wahan qiyaas ko dakhil kiya jata hai...
Agar koi mazeed iss ziman main jankari rakhta hai to plz share .......
FAHAD ASHRAFI
To: yaadein_meri@yahoogroups.com
From: syed_s23@yahoo.com
Date: Wed, 9 Nov 2011 04:04:09 -0800
Subject: [Yaadein_Meri] question for us
Assalamwlaikum,
if any body know this answer plz let me know,
ALLAHhafiz.
__._,_.___
MARKETPLACE
.
__,_._,___
No comments:
Post a Comment