kia aap ko khalis deen - Islam pasand nahi hay, yea konday, wugaryaa ka ahtumaam kurnaaa kia
Allah nay our ous kay Rasool Sul lul laho alyhay wasulm nay butayaa hay, agar nahi tu kia aap pur yaa aap kay kisee aur jaan nay waly pur bhi vahi ka nazool howaa hay. kion zid kurtay hoo bhai,
From: Fahad Ashrafi <fahad_yamin@hotmail.com>
To: tahir.zafar@live.com; yaadein_meri@yahoogroups.com; faysalmalik1984@yahoo.com; abida_lhr@yahoo.com
Sent: Wed, June 29, 2011 5:18:06 AM
Subject: RE: [Yaadein_Meri] ---> Tabarukaat ko Chomna <---

Shiaryar Khan

Jo bhi ata hai yehi kehta hai k this is shirk likin shayad shirk kya hai uss ki haqeeqat ko samghay beghair hi bus shirk shirk ki tasbee pakar rakhi hai ap logon nay..... main faisal , abida or tahir say pcohta hon WHAT IS SHIRK AND ITS KINDS..... plzz explain in detail...... or phir ye sabit kerain k koonday shareef ki niyaaz shirk hai..... or agar sabit nahi kerna hai to phir yahan sab ka time berbaad kernay ki zaroorat nahi hai......Allah ap ko hadayat day.......Ameen
Date: Tue, 28 Jun 2011 11:28:58 +0500
From: tahir.zafar@live.com
To: Yaadein_Meri@yahoogroups.com
CC: fahad_yamin@hotmail.com; faysalmalik1984@yahoo.com; abida_lhr@yahoo.com
Subject: Re: [Yaadein_Meri] ---> Tabarukaat ko Chomna <---
Fiasal & Abida i agreed with you. this is shirk..aur koondon ki baat jo faisal ne kahi bilku thik hy..GOD bless u Faisal bhai..aur logon ne shayad es liaye response nhi dia kiu ke unke pas esko galat sabit kerne ke liaye koe daleel nhi thi....Fahad Ashrafi sahab me ek baat kehna chahon ga. apne bas ek Apni marzi ki ayat nikal ke likh di. uska pura mufhom nhi likha ke ye ayat kin ke liye utari gae...adhi baat kerna i think apko pasand hy...but es tarhan ayat ke mani change ho jate hyn..ye ayat Hazrat MUSA ki qom ke bare me batati hy..bur apne Fahad sahab ne galat rang dia esko...puri ayat ye hy..
" aur jab humne kaha ke es basti me dakhil ho jao, aur es me jitna chaho aur jahan se chaho khao aur darwaze me sajda kertay dakhil ho aur hmain mafi ho kehte jao..hum tmahri khatain baskh dain ge aur naik logon ko zada dain ge"
Tashreeh: baitul muqadas fatah ho gya tu Allha ne un se kaha ke jab shehr ke darwaze pe poncho tu sajda kerte dakhil ho aur khatatta kehtay jao.. yani ay Allah hamare gunahon ko maaf ker de..
ye tashreeh Teseer ur Rehman se nakal ki hy. taleef Mohammad Luqmaan al salfi ne ki hy. jino ne MA, PHD in Hadees Nabvi ki hy..
aur rhi baat sajday ki tu FAHAD sahab.. Allah ke elwa kisi ko sajda jaiz nhi hy.. chahy wo tazeemi hi kiu na ho.. agar hota tu bivi ko hukam hota ke wo apne shoher ko sajda kre.but aisa hukam nhi dia Allah ne.
In the end me yehi kahon ga ke App baat puri krain..Islam itna complicated nhi hy..ap apne pasand ki baat Quran se nikal lete hyn but uski puri tafseel bhi parha krain ke kin halaat me aur kin ko baat kahi gae hy...Afsos hota hy jab ap jese log misconception creat kerte hyn aur Islam ko complicated bna dete hyn..Allah apko smjh ata farmaye..aur dosaron ke liye asaniyan paeda kerne ki tufiq ata farmaye.. Ameen...Aur faisal bhai.. u did a good job about the koondon ki haqeeqat...
Allah hafiz...
On 6/27/2011 1:56 PM, Fahad Ashrafi wrote:

Aasalmu alaikum dear sisters & brothers

FAYSAL QUOTE : shuker hai kissi ne to kaha k ye shirk hai
UNQUOTE : abida tasswar ko jab main nay pocha tha k shirk kya hai to wo aisay ghaib hoi jaisay ghadday k ser per say seng.... aitiraz kerna asaan hai proof kerna mushkil......agar tumhain bhi koonday shareef shirk lagtay hain to sabit kero k ye shirk hai.....???? so i challenge u faisal malik and abida tasswar to prove it SHIRK .....
FAYSAL QUOTE : maine 1 Mail banayi (koondon ki haqeeqat) mein heraan hun k kissi ne bi meri side nahi li
UNQUOTE : Faisal kya tum nay mail side lainay k liye banayi thi ????? shayad issi liye kissi nay bhi tumhari side nahi li.....lolz
FAYSAL QUOTE : soofi asharfi sahab
UNQUOTE : main to soofiya k qadmon ki khak hon...
FAYSAL QUOTE : pata nahi kaha se aesi misaal ya hadees le aate hein jis ka aj tak nahi suna hota
UNQUOTE : agar hadees ka ilm tumhain na ho to qasoor kis ka howa ??
NEXT TIME AGAR DALEEL SAY YA ILMI BAAT KERNI HO TO HI MAIL KERNA......AISAY AYIN BAYIN SHAYIN KER K MERA TIME ZAYA NAHI KERO.......BOHOT SUKRIYA......
FAHAD ASHRAFI
To: Yaadein_Meri@yahoogroups.com
From: faysalmalik1984@yahoo.com
Date: Sat, 25 Jun 2011 10:37:16 -0700
Subject: Re: [Yaadein_Meri] ---> Tabarukaat ko Chomna <---
Salam shuker hai kissi ne to kaha k ye shirk hai maine 1 Mail banayi (koondon ki haqeeqat) mein heraan hun k kissi ne bi meri side nahi li afsoos ziyada herani to soofi asharfi sahab pe hai k in k pas her baat her masle ka hall hai pata nahi kaha se aesi misaal ya hadees le aate hein jis ka aj tak nahi suna hota acha chhoro ALLAh hun sub ko sahi raah dikhlaye Aameen thanx for abida tasswar
¨`·.·´¨) *»*»*»* --- *«*«*«*
`·.¸(¨`·.·´¨*F@ys@l**Must@f@*
`·.¸.·´ *»*»*»* --- *«*«*«*
My Cell # »-(¯`+92321-300-345-313-7331932´¯)-»
--- On Fri, 6/24/11, abida tasswar <Abida_lhr@yahoo.com> wrote:
From: abida tasswar <Abida_lhr@yahoo.com>
Subject: Re: [Yaadein_Meri] ---> Tabarukaat ko Chomna <---
To: Yaadein_Meri@yahoogroups.com
Date: Friday, June 24, 2011, 6:11 AM
astagfir ALLAH yah tu sida sada shirk ha ALLAH PAK ap ku seedha rasta dikhay
From: Fahad Ashrafi <fahad_yamin@hotmail.com>
To: basiirat@yahoogroups.com; the-karachi-world@yahoogroups.com; dil_ki_dunyaa@yahoogroups.com; islamic_circle@yahoogroups.com; aashiqan-e-rasool@yahoogroups.com; pu_pucit@yahoogroups.com; yaadein_meri@yahoogroups.com; jhilmil_taray@yahoogroups.com
Sent: Thu, June 23, 2011 11:51:18 PM
Subject: [Yaadein_Meri] ---> Tabarukaat ko Chomna <---
No comments:
Post a Comment